Ye nayi nayi preet hai tu hi to mera meet hai
Na jaane koyi saajna ye teri meri daastaan
Sama hai ye pyaar ka naye iqraar ka
Na ho koyi jahaan bana le wahi aashiyaan
Ye nayi nayi preet hai…
Nazar tumse mili aise ke ham sharma gaye
Pukaara jab tere dil ne to phir ham aa gaye
Kasam tumhein pyaar ki issi iqraar ki
Na jaane koyi saajna ye teri meri daastaan
Sama hai ye pyaar ka…
Nigaaho hi nigaaho mein kaho kya kar diya
Mere daaman ko phoolo se ye kisne bhar diya
Chalo chal de waha zameen aur aasmaan
Gale milte jahaan bana le wahii aashiyaan
Ye nayi nayi preet hai tu hi to mera meet hai
Na jaane koyi saajna ye teri meri daastaan
Sama hai ye pyaar ka naye iqraar ka
Na ho koyi jahaan bana le wahi aashiyaan
Ye nayi nayi preet hai...
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
-
Abhi Toh Saji Hain lyrics Ab Main Kya Bolu lyrics Ab Ke Sawan Mein Ji Dare lyrics Ab Ke Sajan Saawan Me lyrics Ab Aage Te...
-
Ho o, a a aa a A a a aa aa aa Naina barse, rim jhim rim jhim Naina barse, rim jhim rim jhim Piya tore aawan ki aas Naina barse, rim jhim rim...
-
mehbooba - 2 (shehron mein se shehar suna bhai shehar suna tha dilli dilli shehar mein chaandani naam ki ladki mujhse milli uski jhil si aan...
No comments:
Post a Comment