mehbooba - 2
(shehron mein se shehar suna
bhai shehar suna tha dilli
dilli shehar mein chaandani naam ki ladki mujhse milli
uski jhil si aankhon mein haai dil mera dooba
bani woh meri yahi woh meri
tu hai woh meri mehbooba - 3
mehbooba) - 2
(maine tujhko dekha toh pehli nazar mein jaan liya
hai mera mehboob tu hi maine tujhe pehchaan liya) - 2
khwaabon aur khayalon ki galiyon mein jisko dhundha
bana tu mera ha bani tu meri
bani main teri mehbooba - 3
shehron mein se shehar suna
bhai shehar suna tha dilli
dilli shehar mein chaandani naam ki ladki mujhse milli
uski jhil si aankhon mein haai dil mera dooba
bani woh meri yahi woh meri
tu hai woh meri mehbooba - 3
mehbooba
(mujhko yeh parwaah nahi ab kya sabki marzi hai
sabki marzi ko chhodo yeh toh rab ki marzi hai) - 2
hum donon ke bichh mein ab na aye koi dujaa
bani tu meri bani main teri
tu hi toh meri mehbooba
main hu woh teri mehbooba
tu hi toh meri mehbooba
shehron mein se shehar suna
bhai shehar suna tha dilli
dilli shehar mein chaandani naam ki ladki mujhse milli
uski jhil si aankhon mein haai dil mera dooba
bani woh meri yahi woh meri
(tu hai woh meri mehbooba
main hu woh teri mehbooba
tu hai woh meri mehbooba )...
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
-
Abhi Toh Saji Hain lyrics Ab Main Kya Bolu lyrics Ab Ke Sawan Mein Ji Dare lyrics Ab Ke Sajan Saawan Me lyrics Ab Aage Te...
-
Ho o, a a aa a A a a aa aa aa Naina barse, rim jhim rim jhim Naina barse, rim jhim rim jhim Piya tore aawan ki aas Naina barse, rim jhim rim...
-
mehbooba - 2 (shehron mein se shehar suna bhai shehar suna tha dilli dilli shehar mein chaandani naam ki ladki mujhse milli uski jhil si aan...
No comments:
Post a Comment