sun re sajan sun sun man ki batiya re
nainon ko bhaay gaili tori suratiya
mera naram karejawa dol gaya
koi pyaar ki boli bol gaya
mera naram karejawa dol gaya
chhup-chhup ke koi aata hai
aur prem ki bansi bajaata hai -2
( nas-nas mein amrit ghol gaya
mera naram karejawa dol gaya ) -2
tan-man ki sudh-budh kho baithi
main aaj kisi ki ho baithi -2
( koi nainan se dil tol ? gaya
mera naram karejawa dol gaya ) -2
mohe ankhiyon ne badanaam kiya -2
meri preet ka charcha aam kiya -3
( koi laaj ka ghoonghat khol gaya
mera naram karejawa dol gaya ) -2
koi pyaar ki boli bol gaya
mera naram karejawa dol gaya
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
-
Abhi Toh Saji Hain lyrics Ab Main Kya Bolu lyrics Ab Ke Sawan Mein Ji Dare lyrics Ab Ke Sajan Saawan Me lyrics Ab Aage Te...
-
Ho o, a a aa a A a a aa aa aa Naina barse, rim jhim rim jhim Naina barse, rim jhim rim jhim Piya tore aawan ki aas Naina barse, rim jhim rim...
-
mehbooba - 2 (shehron mein se shehar suna bhai shehar suna tha dilli dilli shehar mein chaandani naam ki ladki mujhse milli uski jhil si aan...
No comments:
Post a Comment