ki: sultaanaa sultaanaa, tu na ghabraanaa
tere mere pyaar ko kyaa, rokegaa zamaanaa
toD ke sab deevaaren tujhko le jaayegaa deevaanaa
la: sulemaan sulemaan, tu na ghabraanaa
tere mere pyaar ko kyaa, rokegaa zamaanaa
shammaa usi mahfil mein jalegi jis mein hogaa parvaanaa
ki: sultaanaa sultaanaa...
la: teri ho jaaooN, main dauDi chali aaooN
meraa naam leke pukaaro to zaraa
ki: main teraa ho jaaooN, main jaanoo dil luTaaooN
kabhi apni zulfen sanvaaro to zaraa
la: jab ye zulfen ki: lahraayen
la: kaale baadal ki: chhaa jaaye
la: taubaa ban jaaye afsaanaa
ki: sultaanaa sultaanaa, tu na ghabraanaa
tere mere pyaar ko kyaa, rokegaa zamaanaa
toD ke sab deevaaren tujhko le jaayegaa
ki: kyaa chup rahenge, bhalaa ye kab kahenge
ki hoNThoN pe apni ruki hai koi baat
la: duniyaa ne haay, to pahren hain lagaaye
abhi to hai mushkil hamaari mulaaqaat
ki: dushman mere la: so jaayen
ki: jab andhere la: ho jaayen
la: mere KhvaaboN men aa jaanaa
la: sulemaan sulemaan...
la: ye dil deevaanaa, hamaari bhi na maanaa
kisi ki ye maane ye kaise ho bhalaa
ki: koi to aao, hamen ye samjhaao
ki samjhe deevaane ye kaise ho bhalaa
la: meri baahen ki: na roke
la: meri raahen ki: na roke
la: mere dil ab hai aanaa
ki: sultaanaa sultaanaa...
la: sulemaan sulemaan ki: haaN
la: tu na ghabraanaa ki: na..
la: tere mere pyaar ko...
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
-
Abhi Toh Saji Hain lyrics Ab Main Kya Bolu lyrics Ab Ke Sawan Mein Ji Dare lyrics Ab Ke Sajan Saawan Me lyrics Ab Aage Te...
-
Ho o, a a aa a A a a aa aa aa Naina barse, rim jhim rim jhim Naina barse, rim jhim rim jhim Piya tore aawan ki aas Naina barse, rim jhim rim...
-
mehbooba - 2 (shehron mein se shehar suna bhai shehar suna tha dilli dilli shehar mein chaandani naam ki ladki mujhse milli uski jhil si aan...
No comments:
Post a Comment