Friday 9 March 2018

Saiyaan Chod De Baiyaan lyrics

la : saiyaan chhod de baiyaan meri patali kalaiyaan mud jaayegi
mu : tera haath na chhoduun tera saath na chhoduun kahaan jaayegi

la : dekho ji dekho kahi dekhe na zamaana
pyaar hamaara ban jaaye na fasaana
mu : achha nikala hain ye jaane ka bahaana
la : saiyaan chhod de ...

la : tum mere kaun ho ye duniya na jaane
mu : apni bala se koi maane ya na maane
la : pyaar mein itne bhi bano na deewane
la : saiyaan chhod de ...

No comments:

Post a Comment

Lyrics - Lata Mangeshkar Song Lyrics