patli kamar hai tirchhi nazar hai - 2
khilen phool si teri jawani
koi bata de kaha kasar hain
aaja mere manchaahe baalam
aaja tera aankhon mein ghar hain
main chanchal madmast pawan hu - 2
jhoom jhoom har kali ko chumu - 2
bichhad gayi - 2 main ghayal hirni
toofan dhundu ban ban ghoomu
meri zindagi mast safar hain - 2
patli kamar hai tirchhi nazar hai
aaja mere manchaahe baalam
aaja tera aankhon mein ghar hain
(tum bin naina ki barsaatein
rok na paaun laakh manaau ) - 2
main behte dariya ka paani - 2
khel kinaaron se badh jaaun - 2
bandh na paaun
naya nagar ek nayi dagar hain
patli kamar hai tirchhi nazar hai
aaja mere manchaahe baalam
aaja tera aankhon mein ghar hain
patli kamar hai tirchhi nazar hai - 2
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
-
Abhi Toh Saji Hain lyrics Ab Main Kya Bolu lyrics Ab Ke Sawan Mein Ji Dare lyrics Ab Ke Sajan Saawan Me lyrics Ab Aage Te...
-
Ho o, a a aa a A a a aa aa aa Naina barse, rim jhim rim jhim Naina barse, rim jhim rim jhim Piya tore aawan ki aas Naina barse, rim jhim rim...
-
mehbooba - 2 (shehron mein se shehar suna bhai shehar suna tha dilli dilli shehar mein chaandani naam ki ladki mujhse milli uski jhil si aan...
No comments:
Post a Comment