o nirdaii priitam
o nirdaii priitam
praNay jagA ke
hriday churaa ke
chup hue kyo.n tum
o nirdaii priitam
ye chandaa shiital kahalaataa
phir kyon mere ang jalaataa
phuul saa komal, baaN madan kA - 2
shuul banake tan mein chubh jaataa,
tumhare shur ke birahaa tap mein
aag banii punam
o nirdaii priitam - 2
aa ...
tum madhuban ke ramar sayaane
ban kii kalii tera hriday na jaane
gunjan mein kya, man mein kya thA
priit ya chal tha, kya pahachaane
chit ke chor, kathor hriday ke
kyon mile the ham
o nirdaii priitam
o nirdaii priitam
pranay jaga ke,
hriday churaa ke,
chup hue kyon tum,
o nirdaii priitam
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
-
Abhi Toh Saji Hain lyrics Ab Main Kya Bolu lyrics Ab Ke Sawan Mein Ji Dare lyrics Ab Ke Sajan Saawan Me lyrics Ab Aage Te...
-
Ho o, a a aa a A a a aa aa aa Naina barse, rim jhim rim jhim Naina barse, rim jhim rim jhim Piya tore aawan ki aas Naina barse, rim jhim rim...
-
mehbooba - 2 (shehron mein se shehar suna bhai shehar suna tha dilli dilli shehar mein chaandani naam ki ladki mujhse milli uski jhil si aan...
No comments:
Post a Comment