(o aanewaale ruk jaa koi dam
rastaa ghere hain baahar laakhoN Gham) -2
o aanewaale aanewaale
aa main tujhe aaNkhoN mein basaa looN
rang bhare aaNchal mein chhupaa looN
tujh pe luTaa dooN
tujh pe luTaa dooN dil-o-jaan o nadaan
o sharmaanewaale
sharmaanewaale ruk jaa koi dam
rastaa ghere hain baahar laakhoN Gham
o aanewaale aanewaale
nikhraa huaa hain raat kaa jaadoo
bikhri huyee hai zulfoN ki Khooshboo
dil kaa ishaaraa
dil kaa ishaaraa pahchaan main qurbaaN
o taDpaanewaale
taDpaanewaale ruk jaa koi dam
rastaa ghere hain baahar laakhoN Gham
o aanewaale aanewaale
paayal ki jhankaar me kho jaa
sapanoN ke sansaar me kho jaa
rah jaa yahin
rah jaa yahin pe mahmaan kahaa maan
o tarsaanewaale
tarsaanewaale ruk jaa koi dam
rastaa ghere hain baahar laakhoN Gham
aanewaale - 5
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
-
Abhi Toh Saji Hain lyrics Ab Main Kya Bolu lyrics Ab Ke Sawan Mein Ji Dare lyrics Ab Ke Sajan Saawan Me lyrics Ab Aage Te...
-
Ho o, a a aa a A a a aa aa aa Naina barse, rim jhim rim jhim Naina barse, rim jhim rim jhim Piya tore aawan ki aas Naina barse, rim jhim rim...
-
mehbooba - 2 (shehron mein se shehar suna bhai shehar suna tha dilli dilli shehar mein chaandani naam ki ladki mujhse milli uski jhil si aan...
No comments:
Post a Comment