na shikwa hai koi na koi gila hai - 3
salaamat rahe tu yeh meri duaa hain
na shikwa hai koi
bahut hi kathi hain mohabbat ki raahein - 2
jara bachke chalna zamana bura hain
na shikwa hai koi
(oh~ ajab tere mehfil mein dekha tamasha
kahi roshani hain kahi hain andhera) - 2
kahi hain andhera
mukaddar chiraago ke badle hue hain - 2
koi bujh raha hain koi jal raha hain
na shikwa hai koi
(oh~ mubarak tujhe ho tere dil ki duniya
meri zindagi ka koi gam na karna) - 2
koi gam na karna
yeh sab gardishen hain naseebon ke pyaare - 2
na meri khata hain na teri khata hain
na shikwa hai koi
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
-
Abhi Toh Saji Hain lyrics Ab Main Kya Bolu lyrics Ab Ke Sawan Mein Ji Dare lyrics Ab Ke Sajan Saawan Me lyrics Ab Aage Te...
-
Ho o, a a aa a A a a aa aa aa Naina barse, rim jhim rim jhim Naina barse, rim jhim rim jhim Piya tore aawan ki aas Naina barse, rim jhim rim...
-
mehbooba - 2 (shehron mein se shehar suna bhai shehar suna tha dilli dilli shehar mein chaandani naam ki ladki mujhse milli uski jhil si aan...
No comments:
Post a Comment