(qayamat hain yeh nazakat hain yeh
shararat hain yeh shikayat hain yeh) - 2
(sharafat hain yeh adaawat hain yeh
inaayat hain yeh ibaadat hain yeh) - 2
shikayat sharafat adaawat inaayat ibaadat bagawat
mohabbat yeh mohabbat - 4
mohabbat - 4
mohabbat yeh mohabbat - 2
zindagi ki shaan hai yeh - 2
aadmi ki jaan hai
mohabbat yeh mohabbat - 2
kehne ko shabnam ka katra
katre mein toofan hain
mohabbat yeh mohabbat - 2
isse jo takrayega - 2
woh bahut pachhtayega - 2
toot kar reh jaayega reh jaayega
raasta iska jo roke - 2
woh bada nadaan hain
mohabbat yeh mohabbat - 2
dil ka matlab ishq hai -2
kutch nahi sab ishq hai - 2
rab hai kya rab ishq hai rab ishq hai
bas woh dil ghar hai khuda ka - 2
jismein yeh mehmaan hai - 2
mohabbat yeh mohabbat - 2
koi kitna ho gareeb - 2
pyar jisko hai naseeb - 2
woh bada hai khushnaseeb
jiski kismat mein nahi - 2
khaak woh insaan hain
mohabbat yeh mohabbat - 2
zindagi ki shaan hai yeh
aadmi ki jaan hai
mohabbat yeh mohabbat - 2
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
-
Abhi Toh Saji Hain lyrics Ab Main Kya Bolu lyrics Ab Ke Sawan Mein Ji Dare lyrics Ab Ke Sajan Saawan Me lyrics Ab Aage Te...
-
Ho o, a a aa a A a a aa aa aa Naina barse, rim jhim rim jhim Naina barse, rim jhim rim jhim Piya tore aawan ki aas Naina barse, rim jhim rim...
-
mehbooba - 2 (shehron mein se shehar suna bhai shehar suna tha dilli dilli shehar mein chaandani naam ki ladki mujhse milli uski jhil si aan...
No comments:
Post a Comment