ye din kyon nikalta hai, ye raat kyon hoti hain
ye peed kahaan se uthati hai, ye ankh kyon roti hai
(muhabbat hai kya chiz - 2, ham ko bataon
ye kisne shuru ki, kisne shuru ki, hamein bhi sunao ) - 2
muhabbat hai kya chiz - 2
(bahakta hai badan kaise, sulagti hain ye saansen kyon
ye kaise aag hoti hai, pighalti hai ye shama kyon ) - 2
jal uthi shama to machal kar, parvana aa gaya
aag ke daman men, apne aap ko liptaa diya
hamne puchha dusare ki, aag mein ruka hai kya - 2
kuch na bola, kuch na bola, kuch na bola apni dhun mein
bas yahi gata raha
muhabbat hai kya chiz ...
ek din guzare jo ham, maikade ke mod se
ek maikash chala tha, may se rishta tod ke
hamane puchha kis liye tu, umra bhar pita raha - 2
kuch na bola, kuch na bola, kuch na bola apani dhun mein
bas yahi gaata raha
muhabbat hai kya chiz ...
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
-
Abhi Toh Saji Hain lyrics Ab Main Kya Bolu lyrics Ab Ke Sawan Mein Ji Dare lyrics Ab Ke Sajan Saawan Me lyrics Ab Aage Te...
-
Ho o, a a aa a A a a aa aa aa Naina barse, rim jhim rim jhim Naina barse, rim jhim rim jhim Piya tore aawan ki aas Naina barse, rim jhim rim...
-
mehbooba - 2 (shehron mein se shehar suna bhai shehar suna tha dilli dilli shehar mein chaandani naam ki ladki mujhse milli uski jhil si aan...
No comments:
Post a Comment