aa~
(o o~
megha re megha re - 2
mat pardes jaa re
aaj tu prem ka sandes barsa re) - 3
o o~
megha re megha re - 2
kaha se tu aaya kaha jaayega tu
ke dil ki agan se pighal jaayega tu
duaan ban gayi hai khayalon ki mehfil
meri pyar ki jaane kaha hogi manzil
o o~
megha re megha re - 2
mere gam ki tu dawa de
aaj tu prem ka sandes barsa re
o o~
megha re megha re - 2
barasne lagi hai bunde
tarasne laga hai mann
ho..
jara koi bijli chamki
narajne laga hai mann
aur na dara tu mujhako
o kale kale ghan
mere tann ko chhu rahi hai
preet ki pehli pawan
o o~
megha re megha re - 2
meri sun le tu sada re
aaj tu prem ka sandes barsa re
o o~
megha re megha re - 2
mann ka mayura aaj magan ho raha hai
muhje aaj yeh kya sajan ho raha hai
umangon ka saagar umadne laga hai
baabul ka aangan bichhadne laga hai
na jaane kaha se hawa aa rahi hai
udaake yeh humko liye jaa rahi hai
yeh ruut bheegi bheegi bheegone lagi hai
ke meethe se naksar chubhone lagi hai
chalo aur duniya basayenge hum tum
yeh janmon ka naata nibhaayenge hum tum
o o~
megha re megha re - 2
dekh humko tu duan de
aaj tu prem ka sandes barsa re
o o~
megha re megha re ...
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
-
Abhi Toh Saji Hain lyrics Ab Main Kya Bolu lyrics Ab Ke Sawan Mein Ji Dare lyrics Ab Ke Sajan Saawan Me lyrics Ab Aage Te...
-
Ho o, a a aa a A a a aa aa aa Naina barse, rim jhim rim jhim Naina barse, rim jhim rim jhim Piya tore aawan ki aas Naina barse, rim jhim rim...
-
mehbooba - 2 (shehron mein se shehar suna bhai shehar suna tha dilli dilli shehar mein chaandani naam ki ladki mujhse milli uski jhil si aan...
No comments:
Post a Comment