la : koi ghar aayega pyaar jagaayega -2
ko : sach sach kah de kaun hai wo tera kaun hai wo
la : haay main kya kahuun, main kya kahuun, main kya kahuun
ko : haay haay haay
la : koi ghar aayega pyaar jagaayega
ko : sach sach kah de kaun hai wo tera kaun hai wo
ko : ( aaj sakhi tohe sakhiyaan sataayen
hamase bhi kyon teri ankhiyaan lajaayen ) -2
la : pyaar ki uljhan kya samjhaayen
dil hi se poochho ham kya bataayen
ankhiyaan milaayega, batiyaan banaayega -2
ko : sach sach kah de kaun hai wo tera kaun hai wo
la : haay main kya kahuun, main kya kahuun, main kya kahuun
ko : haay haay haay
la : koi ghar aayega pyaar jagaayega
ko : sach sach kah de kaun hai wo tera kaun hai wo
ko : ( kiske liye aaise kaajal ghole
kiske liye teri jhaanjhar bole ) -2
la : koi kyon hamara bhed tatole
preet kare wo tab mukh se bole
chupke se aayega, chhup ke bulaayega -2
ko : sach sach kah de kaun hai wo tera kaun hai wo
la : haay main kya kahuun, main kya kahuun, main kya kahuun
ko : haay haay haay
la : koi ghar aayega pyaar jagaayega
ko : sach sach kah de kaun hai wo tera kaun hai wo
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
-
Abhi Toh Saji Hain lyrics Ab Main Kya Bolu lyrics Ab Ke Sawan Mein Ji Dare lyrics Ab Ke Sajan Saawan Me lyrics Ab Aage Te...
-
Ho o, a a aa a A a a aa aa aa Naina barse, rim jhim rim jhim Naina barse, rim jhim rim jhim Piya tore aawan ki aas Naina barse, rim jhim rim...
-
mehbooba - 2 (shehron mein se shehar suna bhai shehar suna tha dilli dilli shehar mein chaandani naam ki ladki mujhse milli uski jhil si aan...
No comments:
Post a Comment