kisee ne apanaa banaa ke muz ko, muskuraanaa sikhaa diyaa
andhere ghar mein kisee ne has ke, chiraag jaise jalaa diyaa
sharam ke maare main kuchh naa bolee, najar ne paradaa giraa diyaa
magar wo sabakuchh samaz gaye hai, ke dil bhee maine gawaan diyaa
naa pyaar dekhaa, naa pyaar jaanaa, sunee thee lekin kahaniyaan
jo khwaab raaton mein bhee naa aayaa, wo muz ko din mein dikhaa diyaa
wo rang bharate hain jindagee me, badal rahaa hain meraa jahaan
koee sitaare lootaa rahaa thaa, kisee ne daaman bichhaa diyaa
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
-
Abhi Toh Saji Hain lyrics Ab Main Kya Bolu lyrics Ab Ke Sawan Mein Ji Dare lyrics Ab Ke Sajan Saawan Me lyrics Ab Aage Te...
-
Ho o, a a aa a A a a aa aa aa Naina barse, rim jhim rim jhim Naina barse, rim jhim rim jhim Piya tore aawan ki aas Naina barse, rim jhim rim...
-
mehbooba - 2 (shehron mein se shehar suna bhai shehar suna tha dilli dilli shehar mein chaandani naam ki ladki mujhse milli uski jhil si aan...
No comments:
Post a Comment