kasmei waade nibhaayenge hum milate rahenge janam janam
dekhaa maine tuz ko to muze aisa lagaa
barason kaa soyaa hua, pyaar meraa jagaa
too hain diyaa, main hoo baatee, aajaa mere jeevan saathee
kasme vaade nibhaaenge hum milate rahenge janam janam
cheharon se ho anajaane hum dil to dil ko pahachaane
kabhi pyaar naheen marata hai, paagal premi hi jaane
aa jaatee hain lab pe khud hee, bhoolee bisaree baat
kasme vaade nibhaenge hum milte rahenge janam janam
tu hain mere jeene kaa sahaaraa, sadiyo puraanaa hain saath humaaraa
tu hain diyaa, main hoo baati, aajaa mere jeevan saathi
kasme vaade nibhaayenge hum milate rahenge janam janam
jis dil mein pyaar basaa hai, wo dil bhagavaan ki murat
ye murat kabhi na badale, badale insaan ki surat
dil ke bandhan itane sachche, jitane ye din raat
kasme waade nibhaayenge hum milate rahenge janam janam
contributed by Nimish Fadnis
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
-
Abhi Toh Saji Hain lyrics Ab Main Kya Bolu lyrics Ab Ke Sawan Mein Ji Dare lyrics Ab Ke Sajan Saawan Me lyrics Ab Aage Te...
-
Ho o, a a aa a A a a aa aa aa Naina barse, rim jhim rim jhim Naina barse, rim jhim rim jhim Piya tore aawan ki aas Naina barse, rim jhim rim...
-
mehbooba - 2 (shehron mein se shehar suna bhai shehar suna tha dilli dilli shehar mein chaandani naam ki ladki mujhse milli uski jhil si aan...
No comments:
Post a Comment