janam janam kaa saath hain tumhaaraa humaaraa
agar naa milate is jeewan mein, lete janam dubaaraa
jab se ghoomei dharatee, sooraj chaand, sitaare
tab se meree nigaahe, samaze tere ishaare
rup badal kar saajan maine, fir se tumhe pukaaraa
pyaar ke pankh lagaa ke, door kahee ud jaaye
jahaa hawaayen gam kee, hum tak pahuch naa paaye
khushiyon kee khushaboo se, mahake ghar sansaar humaaraa
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
-
Abhi Toh Saji Hain lyrics Ab Main Kya Bolu lyrics Ab Ke Sawan Mein Ji Dare lyrics Ab Ke Sajan Saawan Me lyrics Ab Aage Te...
-
Ho o, a a aa a A a a aa aa aa Naina barse, rim jhim rim jhim Naina barse, rim jhim rim jhim Piya tore aawan ki aas Naina barse, rim jhim rim...
-
mehbooba - 2 (shehron mein se shehar suna bhai shehar suna tha dilli dilli shehar mein chaandani naam ki ladki mujhse milli uski jhil si aan...
No comments:
Post a Comment