gin-gin taare
gin-gin taare main haar gai raat ko -2
haay mere saiyaan na aaye mulaakaat ko
gin-gin taare main haar gai raat ko
haay mere saiyaan na aaye mulaakaat ko
gin-gin taare
o
biraha ki raat mainne ro ke bitaai
raaja ro ke bitaai
sunata hai kaun dukhi dil ki duhaai
raaja dil ki duhaai
chanda ji bhi chhup-chhup the sun ke meri baat ko -2
gin-gin taare
gin-gin taare main haar gai raat ko
haay mere saiyaan na aaye mulaakaat ko
gin-gin taare
ho
aaja paradesi piya din pher apane
raaja din pher apane
nainon mein aan base tere hi sapane
raaja tere hi sapane
chaunk padoon rah-rah ke aadhee-aadhi raat ko -2
gin-gin taare
gin-gin taare main haar gai raat ko
haay mere saiyaan na aaye mulaakaat ko
gin-gin taare
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
-
Abhi Toh Saji Hain lyrics Ab Main Kya Bolu lyrics Ab Ke Sawan Mein Ji Dare lyrics Ab Ke Sajan Saawan Me lyrics Ab Aage Te...
-
Ho o, a a aa a A a a aa aa aa Naina barse, rim jhim rim jhim Naina barse, rim jhim rim jhim Piya tore aawan ki aas Naina barse, rim jhim rim...
-
mehbooba - 2 (shehron mein se shehar suna bhai shehar suna tha dilli dilli shehar mein chaandani naam ki ladki mujhse milli uski jhil si aan...
No comments:
Post a Comment