dushman naa kare dost ne wo kaam kiyaa hai
umar bhar kaa gam humei inaam diyaa hai
toofaan mein hum ko chhod ke saahil pe aa gaye
naakhudaa kaa hum ne inhe naam diyaa hai
pahale to hosh chhin liye julma-o-sitam se
diwaanagee kaa fir humei iljaam diyaa hai
apane hee giraate hain nasheman pe bijaliyaan
gairo ne aa ke fir bhee use thaam diyaa hai
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
-
Abhi Toh Saji Hain lyrics Ab Main Kya Bolu lyrics Ab Ke Sawan Mein Ji Dare lyrics Ab Ke Sajan Saawan Me lyrics Ab Aage Te...
-
Ho o, a a aa a A a a aa aa aa Naina barse, rim jhim rim jhim Naina barse, rim jhim rim jhim Piya tore aawan ki aas Naina barse, rim jhim rim...
-
mehbooba - 2 (shehron mein se shehar suna bhai shehar suna tha dilli dilli shehar mein chaandani naam ki ladki mujhse milli uski jhil si aan...
No comments:
Post a Comment