dil deewana dil mastaana maane na
lagi bujhaana bura zamaana jaane na
bheega bheega pehalu hain dildaar jahaan
bheegi bheegi raaton ka vo pyaar kahaan
raste pe teri meri pehali mulaaqaat hui
akhiyon ki akhiyon se vo jo ek baat hui
usi ek meethi baat pe ye dil aabaad hain
pyaar ka jo dukh uthaaya apna hi kusuur hain
tera koi dosh nahi dil majboor hain
apna jahaan to apne haathon barbaad hain
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
-
Abhi Toh Saji Hain lyrics Ab Main Kya Bolu lyrics Ab Ke Sawan Mein Ji Dare lyrics Ab Ke Sajan Saawan Me lyrics Ab Aage Te...
-
Ho o, a a aa a A a a aa aa aa Naina barse, rim jhim rim jhim Naina barse, rim jhim rim jhim Piya tore aawan ki aas Naina barse, rim jhim rim...
-
mehbooba - 2 (shehron mein se shehar suna bhai shehar suna tha dilli dilli shehar mein chaandani naam ki ladki mujhse milli uski jhil si aan...
No comments:
Post a Comment