Album: saraswati chandra
chandan saa badan chanchal chitwaan (2)
dheere se teraa ye musakaanaa,
muze dosh naa denaa jagawaalon (2)
ho jaaoo agar main deewaanaa
chandan saa badan chanchal chitwaan...
ye kaam kaman bhave teri (2)
palko ke kinare kajrare,
mathe par sinduri surat
hontho pe dahkate angare
saya bhi jo tera pad jaye (2)
aabad ho dil ka virana
chandan sa badan chancal chitvan..
tan bhi sundar man bhi sundar
tu sundarta ki murat hai, (2)
kisi aur ko shayad kam hogi
mujhe teri bahut zarurat hai
pahale bhi bahut main tarsa hu (2)
tu aur na mujh ko tarsana
chandan saa badan chanchal chitwaan (2)
dheere se teraa ye musakaanaa,
muze dosh naa denaa jagawaalon (2)
ho jaaoo agar main deewaanaa
end..
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
-
Abhi Toh Saji Hain lyrics Ab Main Kya Bolu lyrics Ab Ke Sawan Mein Ji Dare lyrics Ab Ke Sajan Saawan Me lyrics Ab Aage Te...
-
Ho o, a a aa a A a a aa aa aa Naina barse, rim jhim rim jhim Naina barse, rim jhim rim jhim Piya tore aawan ki aas Naina barse, rim jhim rim...
-
mehbooba - 2 (shehron mein se shehar suna bhai shehar suna tha dilli dilli shehar mein chaandani naam ki ladki mujhse milli uski jhil si aan...
No comments:
Post a Comment