(tujh se vo naihaa lagaaye to
jaan ke jaan g.nvaaye o Ram
(balmaa kitnaa naadaan hai tu) -2 ) -2
(saaNjh savere meri jaan jalaaye) -2
(jo na bujhe tu aisi aag lagaaye) -2
aise balam se bachaaye o raam
(balmaa kitnaa naadaan hai tu) -2
(kaahe ko tu aisi kartaa hai batiyaa) -2
(laaj ke maare meri jhuk jaayen akhiyaaN) -2
ankhiyon se ankhiyaaN milaaye o raam
(balmaa kitnaa naadaan hai tu) -2
(ho gayaa Gazab kiyaa tune o sainyaa) -2
(beech bajariyaa ke thaam li bainyaa) -2
nikli mere mukh se haay o Ram
(balmaa kitnaa naadaan hai tu) -2
tujh se vo...
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
-
Abhi Toh Saji Hain lyrics Ab Main Kya Bolu lyrics Ab Ke Sawan Mein Ji Dare lyrics Ab Ke Sajan Saawan Me lyrics Ab Aage Te...
-
Ho o, a a aa a A a a aa aa aa Naina barse, rim jhim rim jhim Naina barse, rim jhim rim jhim Piya tore aawan ki aas Naina barse, rim jhim rim...
-
mehbooba - 2 (shehron mein se shehar suna bhai shehar suna tha dilli dilli shehar mein chaandani naam ki ladki mujhse milli uski jhil si aan...
No comments:
Post a Comment