ishq aaya meri duniya mein to aise aaya
ik jhalak deke chhupa chaand andhera chhaaya
ashaqon mein doob doob ke aai hansi to kya
mar mar ke do ghadi ko mili zindagi to kya
ashaqon
bulabul ne jab kafas mein thikaana bana liya
angadaai leke shaak se poochhi kali to kya
angadaai leke shaak se poochhi kali to kya
mar mar ke
ro ro ke bujh gaye meri aankhon ke jab chiraag
ro ro ke bujh gaye meri aankhon ke jab chiraag
phir zindagi mein shamm-e-muhabbat jali to kya
mar mar ke
jab zindagi mein koi tamannaa hi na rahi
tab jaake dil ko ishq ki manzil mili to kya
mar mar ke
ashaqon men doob doob ke
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
-
Abhi Toh Saji Hain lyrics Ab Main Kya Bolu lyrics Ab Ke Sawan Mein Ji Dare lyrics Ab Ke Sajan Saawan Me lyrics Ab Aage Te...
-
Ho o, a a aa a A a a aa aa aa Naina barse, rim jhim rim jhim Naina barse, rim jhim rim jhim Piya tore aawan ki aas Naina barse, rim jhim rim...
-
mehbooba - 2 (shehron mein se shehar suna bhai shehar suna tha dilli dilli shehar mein chaandani naam ki ladki mujhse milli uski jhil si aan...
No comments:
Post a Comment