ki: angrezi mein kahte hain ke I love you
gujaraati maa bole tane prem karuuN chhuuN, chhuuN, chhuuN
bangaali mein kahte hain aami tumaake bhaalo baashi
aur panjaabi mein kahte hain, teri to, haa
tere bin mar jaavaaN, main tainu pyaar karNaa
tere jaiyo naiyo labni, o saathi ho
ni baliye, angrezi mein kahte hain ke I love you chorus: turu rutu
gujaraati maa bole tane...
(ham tumpe itnaa Daa_ing
jitnaa see mein paani laa_ing
aakaash mein panchhi flaa_ing
bhanvraa bagiyan mein gaa_ing) -2
angrezi mein kahte hain ke I love you chorus: turu rutu
gujaraati maa bole tane...
la: (itnaa kare kyuN dhaandal
duniyaa kyaa kahegi hamko
ham samjhaa akkal vaalaa
bilkul iDiyaT hai tum to) -2
angrezi mein na bolooN re I love you chorus: turu rutu
gujaraati maa shu kam bolooN prem karuuN chhuuN
bangaali mein na bolooN re aami tumaake bhaalo baashi
aur panjaabi mein na bolooN, teri soN
ki tere bin mar jaavaaN, main tainu pyaar karNi aaN
ve tere jaiyaa nai labnaa, o saathi o
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
-
Abhi Toh Saji Hain lyrics Ab Main Kya Bolu lyrics Ab Ke Sawan Mein Ji Dare lyrics Ab Ke Sajan Saawan Me lyrics Ab Aage Te...
-
Ho o, a a aa a A a a aa aa aa Naina barse, rim jhim rim jhim Naina barse, rim jhim rim jhim Piya tore aawan ki aas Naina barse, rim jhim rim...
-
mehbooba - 2 (shehron mein se shehar suna bhai shehar suna tha dilli dilli shehar mein chaandani naam ki ladki mujhse milli uski jhil si aan...
No comments:
Post a Comment