(ajnabi kaun ho tum, jabse tumhe dekha hai
saari duniya meri aankhon mein simat aayi hai) -2
tum to har geet mein shaamil the, tarannum ki tarah
tum mile ho mujhe phoolon ka tabassum banke
aaisa lagta hai ke barso se, shama aaj aayi hai
ajnabi kaun ho tum ...
khwaab ka rang haqeeqat mein nazar aaya hai
dil mein dhadkan ki tarah koi utar aaya hai
aaj har saans mein shehanaaiyo si leharaayi hai
ajnabi kaun ho tum ...
koi aahat see, andheron mein chamak jaati hai
raat aati hai, to tanhaai mehak jaati hai
tum mile ho ya mohabbat ne gazal gaai hai
ajnabi kaun ho tum ...
Friday 9 March 2018
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
-
Abhi Toh Saji Hain lyrics Ab Main Kya Bolu lyrics Ab Ke Sawan Mein Ji Dare lyrics Ab Ke Sajan Saawan Me lyrics Ab Aage Te...
-
Ho o, a a aa a A a a aa aa aa Naina barse, rim jhim rim jhim Naina barse, rim jhim rim jhim Piya tore aawan ki aas Naina barse, rim jhim rim...
-
mehbooba - 2 (shehron mein se shehar suna bhai shehar suna tha dilli dilli shehar mein chaandani naam ki ladki mujhse milli uski jhil si aan...
No comments:
Post a Comment