abhi to saji hai muraadon ki duniya - 2
abhi se ye duniya mitaayenge kaise
kahaani adhoori hai aur raat baaki
chiraag-e-tamanna bujhaayenge kaise
( umangen jawaan hain mohabbat jawaan hain
abhi jaan dene ki fursat kahaan hain ) - 2
bahaaron ke din hain bahaaron ki raaten
kizaan ko gale se lagayenge kaise
abhi to saji hain
( hansa kar rulaana bana kar mitaana
kahi tujh ko zaalim na samajhe zamana ) - 2
jo insaaf tera nahi hain to maalik
tere saamane sar jhukaayenge kaise
abhi to saji hain muraadon ki duniya
abhi se ye duniya mitaayenge kaise
abhi to saji hain
Friday 9 March 2018
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
-
Abhi Toh Saji Hain lyrics Ab Main Kya Bolu lyrics Ab Ke Sawan Mein Ji Dare lyrics Ab Ke Sajan Saawan Me lyrics Ab Aage Te...
-
Ho o, a a aa a A a a aa aa aa Naina barse, rim jhim rim jhim Naina barse, rim jhim rim jhim Piya tore aawan ki aas Naina barse, rim jhim rim...
-
mehbooba - 2 (shehron mein se shehar suna bhai shehar suna tha dilli dilli shehar mein chaandani naam ki ladki mujhse milli uski jhil si aan...
No comments:
Post a Comment