aaja re - 2
ab mera dil pukara
ro ro ke gam bhi haara
badnaam na ho pyar mera
aaja re
ab mera dil pukara
ro ro ke gam bhi haara
badnaam na ho pyar mera
aaja re
maut meri taraf aane lagi
jaan teri taraf jaane lagi
bol shamein judaai kya karen - 2
aas milne ki tadpane lagi
aaja re
ab mera dil pukara
ro ro ke gam bhi haara
badnaam na ho pyar mera
aaja re
oh oh oh ghabraye haai re dil - 2
sapnon mein aake kabhi mil - 2
aaja re
ab mera dil pukara
ro ro ke gam bhi haara
badnaam na ho pyar mera
aaja re
apne beemar gam ko dekh le
ho sake toh hamko tu dekh le
tune dekha na hoga yeh sama - 2
kaise jaata hain dam ko dekh lo
aaja re
ab mera dil pukara
ro ro ke gam bhi haara
badnaam na ho pyar mera
aaja re
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
-
Abhi Toh Saji Hain lyrics Ab Main Kya Bolu lyrics Ab Ke Sawan Mein Ji Dare lyrics Ab Ke Sajan Saawan Me lyrics Ab Aage Te...
-
Ho o, a a aa a A a a aa aa aa Naina barse, rim jhim rim jhim Naina barse, rim jhim rim jhim Piya tore aawan ki aas Naina barse, rim jhim rim...
-
mehbooba - 2 (shehron mein se shehar suna bhai shehar suna tha dilli dilli shehar mein chaandani naam ki ladki mujhse milli uski jhil si aan...
No comments:
Post a Comment