Thursday 8 March 2018

Aaja Ab Toh Aaja lyrics

aaja ab to aaja meri kismat ke kareedaar
neelaam ho rahi hai meri chaahat sar-e-baazaar
sab ne lagaayi boli lalchaayi har nazar
main teri ho chuki hoon duniya hai bekhabar
zaalim bade bhole hain mere ye talabgaar
hasrat bhari jawani ye husn ye shabaab
rangeen dil ko mehfil mere haseen khwaab
goya ki meri duniya lootane ko hai taiyaar

No comments:

Post a Comment

Lyrics - Lata Mangeshkar Song Lyrics