meghaa chhaye aadhee raat bairan ban gayee nindeeyaa
bataa de main kyaa karu
sab ke aangan diyaa jale re, more aangan jiyaa
hawaa laage shool jaisee, taanaa maare chunareeyaan
aayee hain aansoo kee baaraat
ruthh gaye re sapane saare, toot gayee re aashaa
nain bahe re gangaa more, fir bhee man hain pyaasaa
kise kahoo re man kee baat
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
-
Abhi Toh Saji Hain lyrics Ab Main Kya Bolu lyrics Ab Ke Sawan Mein Ji Dare lyrics Ab Ke Sajan Saawan Me lyrics Ab Aage Te...
-
Ho o, a a aa a A a a aa aa aa Naina barse, rim jhim rim jhim Naina barse, rim jhim rim jhim Piya tore aawan ki aas Naina barse, rim jhim rim...
-
mehbooba - 2 (shehron mein se shehar suna bhai shehar suna tha dilli dilli shehar mein chaandani naam ki ladki mujhse milli uski jhil si aan...
No comments:
Post a Comment