ho~ jaane vaale raahi
ik pal ruk jaana
ruk jaanaa, ruk jaanaa, ruk jaana
ik pal ruk jaana
ik pal ruk jaana
ruk jaanaa, ruk jaanaa, ruk jaana
(na roke hai raah tori bainyaan hamaar
na bandhan mein baandhe hain nainon ke taar) -2
jo roke to roke hai man ki pukaar
ik pal (ruk jaanaa)-3 ik pal ruk jaana
ruk jaanaa-3
(bhala tera kyaa, ek pal jaayegaa,
mera saara jeevan badal jaayegaa) -2
har ik saans geeton mein dhal jaayegaa~
ik pal (ruk jaanaa)-3 ik pal ruk jaana
ruk jaanaa-3
(adhoora hai jo geet ga loon zara
main poori kahaani suna loon zaraa) -2
tujhe apana kahake boola loon zaraa~
ik pal (ruk jaanaa)-3 ik pal ruk jaana
ruk jaanaa-3
ik pal ruk jaana
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
-
Abhi Toh Saji Hain lyrics Ab Main Kya Bolu lyrics Ab Ke Sawan Mein Ji Dare lyrics Ab Ke Sajan Saawan Me lyrics Ab Aage Te...
-
Ho o, a a aa a A a a aa aa aa Naina barse, rim jhim rim jhim Naina barse, rim jhim rim jhim Piya tore aawan ki aas Naina barse, rim jhim rim...
-
mehbooba - 2 (shehron mein se shehar suna bhai shehar suna tha dilli dilli shehar mein chaandani naam ki ladki mujhse milli uski jhil si aan...
No comments:
Post a Comment