Lata: aa jaa re..
aa jaa re, ab meraa dil pukaaraa
ro ro ke Gham bhi haaraa
badnaam na ho pyaar meraa
aa jaa re
aa.. aa aa aa, aa aa aa aa aa aa aa, huN huN...
Mukesh: maut meri taraf aane lagi
jaan teri taraf jaane lagi
bol shaam-e-judaai kyaa kare - 2
aas milne ki taDpaane lagi
aa jaa re, ab meraa dil pukaaraa
ro ro ke Gham bhi haaraa
badnaam na ho pyaar meraa
aa jaa re
Lata: ho o o ghabraaye haay ye dil - 2
sapnoN mein aake kabhi mil - 2
aa jaa re, ab meraa dil pukaaraa
ro ro ke Gham bhi haaraa
badnaam na ho pyaar meraa
aa jaa re
aa.. aa aa aa, aa aa aa aa aa aa aa, huN huN...
Mukesh: apne beemaar-e-Gham ko dekh le
ho sake to tu hamko dekh le
tune dekhaa na hogaa ye samaa - 2
kaise jaataa hai dam ko dekh le
aa jaa re, ab meraa dil pukaaraa
ro ro ke Gham bhi haaraa
badnaam na ho pyaar meraa
aa jaa re
Thursday 8 March 2018
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
-
Abhi Toh Saji Hain lyrics Ab Main Kya Bolu lyrics Ab Ke Sawan Mein Ji Dare lyrics Ab Ke Sajan Saawan Me lyrics Ab Aage Te...
-
Ho o, a a aa a A a a aa aa aa Naina barse, rim jhim rim jhim Naina barse, rim jhim rim jhim Piya tore aawan ki aas Naina barse, rim jhim rim...
-
mehbooba - 2 (shehron mein se shehar suna bhai shehar suna tha dilli dilli shehar mein chaandani naam ki ladki mujhse milli uski jhil si aan...
No comments:
Post a Comment